khud ko pehchaan ne mai samay lagta hai. log u hi maante nahi, apne bhawishya ko badalne k lea, wartmaan se ladna parta hai. hauslon k uddan k lea, har roj pankh kholna parta hai. tab jaakar kanhi ek sapna pura hota hai, q ki khud ko pehchaan ne mai waqt jo lagta hai... (gauravsingh) #apne sapne