Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ek arsa hua hai mulakaat ko Unki humari hui baat

Ek arsa hua hai mulakaat ko 
Unki humari hui baat ko
Hum deewane the , deewaane reh gye 
chodh jaayenge mujhe , woh keh gye 
Ab koi aankhon se maare toh kya kijiye
Husn walon se kya gila kijiye
Unhe unsa mile dua kijiye 

Wafa ki kahani sunayi mujhe 
Padke keetab bewafai bhari
Kahan leke dekho aayi mujhe 
Zindagi yeh meri tanhaai bhari

Taare toote toh toote hi reh gye 
Bina chaand ke bs andhere rhe 

Vo dekh kr bhi chup jaye toh kya kijiye
Husn walon se ab kya gila kijiye 
Unhe unsa mila yeh dua kijiye

©Sanjeev Singh soul 
#Song  
#Soul
Ek arsa hua hai mulakaat ko 
Unki humari hui baat ko
Hum deewane the , deewaane reh gye 
chodh jaayenge mujhe , woh keh gye 
Ab koi aankhon se maare toh kya kijiye
Husn walon se kya gila kijiye
Unhe unsa mile dua kijiye 

Wafa ki kahani sunayi mujhe 
Padke keetab bewafai bhari
Kahan leke dekho aayi mujhe 
Zindagi yeh meri tanhaai bhari

Taare toote toh toote hi reh gye 
Bina chaand ke bs andhere rhe 

Vo dekh kr bhi chup jaye toh kya kijiye
Husn walon se ab kya gila kijiye 
Unhe unsa mila yeh dua kijiye

©Sanjeev Singh soul 
#Song  
#Soul

soul Song #Soul