yeh jo sadhna mere mann ki hai ,yeh jo uttpati mere swapna ki hai ,cheekh cheekh ke keh rahi hai mujhse , ki yeh sansar ne mujhe kab jana hai hai,yeh sansar ne mujhe kab manna hai ,inn sab baato ko sochkar kyu har roj yeh moitii sa sunehra waqt beetana hai , aakhirkar ek din hum sab ko meeti mai he toh mil jana hai kuch baate meri mujhse he