Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ha akele nhi aata hai jeena, aur tu bhi to nhi hai

Ha akele nhi aata hai jeena,
aur tu bhi to nhi hai,
Socha , mar jaau aaram se,
 tabhi tu aa gai,
pta tha ki dhoka hai tu,
meri ghut rahi saanso ki bechaini ka,
pta tha ki ek jhoka hai tu,
mujhe mita rahi un yaado ka.
per sukun se mara hu jaankar,
ki leta mai tha teri baaho me 
ek kafan taankar !!
         #needalover
Ha akele nhi aata hai jeena,
aur tu bhi to nhi hai,
Socha , mar jaau aaram se,
 tabhi tu aa gai,
pta tha ki dhoka hai tu,
meri ghut rahi saanso ki bechaini ka,
pta tha ki ek jhoka hai tu,
mujhe mita rahi un yaado ka.
per sukun se mara hu jaankar,
ki leta mai tha teri baaho me 
ek kafan taankar !!
         #needalover