Nojoto: Largest Storytelling Platform

Neend se aur jagne se sapno ka taalluq nahi hota Y

Neend se aur jagne se sapno ka taalluq nahi hota
Yuhi aankhen khuli rakhe  koi bhagta nahi hota
Mai to khwab dekhta hu khwabo me
Chinne chahe jitna ye duniya humse, khwab hamare kam nahi hota
Aankh khulte hi bastiya ki loot,  insaniyat ki maut
Neend me rehne do,  khwabo ki duniya me ye sab nahi hota
Khwab jitne chahe dekh lo jee bhar ke
Kal ki neend ka aaj is duniya me kisi ko pata nahi hota

alokmeshram8732

Alok Meshram

New Creator