me har waqt tumse tum ko maga karti hu me din raat yahi sajdaa karti hu milna tumhara us mehge tofesa hai tumhare bin adhuri hu me mil jao toh puri ho jaungi me har dafa tumhe magti hu me tumare shiwa kuch aur kaha janti nahi hu meri nadani yose tum na pareshan hona me bachpna bas tumhare samne karti hu me ek sajda roj tumse milne ka karti hu ©Ashwini wankhade #sajdaa