hum sab ek hai fir bi bikhre hue anek hai , dikhta sab hai ,par dekhna nahi chahte , awaj uss khuda se milli hai par sach bolna nahi chahte samajh sab aata hai par samajhna nahi chahte baat itni si hai kuch badlaav lane ki hai bas khudse shuruaat karna nahi chahte #kuchbaate sochne ko majboor Karti hai