tu kch jani pehchani si lagti hai tu kahin wo to nhi mere kitabo me jiski kahani rehti hai namaajo me padh padh k duao me jise manga hai tu kch jani pehchani si lagti hai! hawa pani sabse puch k dekh liya sbne hans k tera hi naam liya hai #ajnabee#poetry#shayari#love#heart