Uske Dil Main Hum Na The Koi Aur Tha Uski Ruh Main Hum Na The Koi Aur Tha Lekin Phir Bhi Hamne Usko Chaha Tha Pyar Nahi Unke Dard Ko Bhi Chaha Tha Jese Kabhi Zindagi Ko Na Chaha Tha Weise Uski Bandagi Ko Chaha Tha Mene Usko Chahke Bhi Kya Chaha Tha Phir Bhi Usne Kisi Aur Ko Hi Chaha Tha ©Vijay Thakor Ek Tarfa Ishq