Nojoto: Largest Storytelling Platform

Dekho na sab deso me janta karfu ke hi baate,har s

Dekho na sab deso me janta karfu ke hi baate,har sakas ke juban par chai hai,kitna acha kadam uthaya hamari sarkar ne,logo ko ye kehte paya hai,mante hu sach kehta hai log sabhi,ki ghar me rehne se logo ke thodi hi surakcha hogi,sab kehate hai isse kadam se sayad kuch apne dase ka bhi to bhala hoga,
Kya koi itna mujhe bhi samjhaye ga jo logo ke liye gali sadke aur ye khula aasma hai unka ghar,kya unko ye virus chuna paye ga,kya kabhi hamari sarkar inke surakha ke liye bhi koi kadam uthaye ga,ya phir lagta hai logo ko ki in masumo ka,koi virus kya bigad paye ga aise hi to bade hai ye aise hi mar jaye ge,inko kya dar hai kisi virus ka koi bhi virus inka kya bigad paye ga. Kuch soacha unke bare me bhi jinho ne isse khule aakas ko hi apna ghar banaya hai.