Nojoto: Largest Storytelling Platform

night quotes in hindi na jane ku har ek ko jana pa

night quotes in hindi na jane ku har ek ko jana padta h 
na jane ku saanso ka mela yun ek dam bikhar ta h 
marne ke bad bhi dekho man mein kaise jita h .......
kun ye rista saanson k mohtaaz hote h 
riste to dil k hote h fir kun yein saanso ko chura le jate h .......
kehte h uparwale ki yahi raaza thi 
vo chale gai ye uski hi likhi  thi .....
kun vo hamari duaon ko sun nahi pata 
kun hamari khushi k lia jhukh nahi pata 
uska likha par jai zarrori to nahi
vo hamari maaan jai kya ye sahi nahi 
kun usko ye riste manzour taaumar nahi ....
kehte ye hamara moh h jo hum itna rote h ye humara  dosh h 
par kya insan or sansaar usne banai nahj 
or agar banai to kya doshi vo bhi nahi 
doshi to dono h to fir hum hi kun bukhte 
vo  jameen pe aai to use gam ke badal dikhe 
kun uske lia aasan hai humne aaise rulan 
haste charon se hasi churana ......
par dekho ye log kitne udar h fir bhi zind usi ke charno mein kurban h 
uski lila k hum kirdar h...
lekin 
markar bhi in jinda dilon mein jinda h 
aaisa islia ki ye jevan maran se bhi sacha h 
..............written by annu sharma  #NojotoQuote zind

annusharma5473

annu Sharma

New Creator

zind