wo gaano ka sunna.... wo shabdo ka kudh k liye likha samjhna..... bewajha khi khoye khoye se rehna.. uhi muskura dena...... wo unki labo ki muskurahat m kudh ki khushi dudhna wo palko ka niche jhukhana.. or unke aankho ke isharo se hamara unka ishara samjhna.... ye sab hi hote h jo nh kuch keh k bhi sab kuch keh jaati h... or ishq ka nasha chadda jaata h.. shweta choudhary ishq##