Guftagu ka bhi ek daur tha Kitne hi pal guzre betuki baaton me Aaj na baat hai na hi pal Jane yeh kaisa chal raha manzar Sabse rukhsat huve ja rahe hain Na khud ko na auro samajh aa rahe hain ©Kumar Vimal #guftagu #daur #pal #Baat #manzar #rukhsat #Khud #Samajh #kumarvimal #lonely