na gyi mathe se silwatain kabi na hua iss dard se riha main kabi hu juda gar main har insaan se na waqif nhi fitrat-e-adam se kabi kya zamana h hasta hu tanhayon main na hua insaan insaan ka kabi hai nazar mairi har dam asmaano main pohnchai ghi faryaad uder mairi kya kabi darta hu reh na jao tareekhi main ho nazar-e-rehm-o-karam mujpe b kabi hai dassa hua sar maira iss gard-o-gubar main utrai ga boj kya maire gunnah ka kabi karta hai tu gumaan kis baat ka "Tahleel" loh-e-jahaan se naam taira mitna nhi kya kabi.. #yqbaba #urdupoetry #gazal #sad #ishqhaqeeqi