Nojoto: Largest Storytelling Platform

Aksar kitabon mein main apna dost dhundha karta hu

Aksar kitabon mein main apna dost dhundha karta hun. jo meri baten sune aur mujhe bhi apni  kahani  sunaya Karen. jab Main akelapan mein hota Hun to Akshar  Main kitabon mein  Apne sapnon ko dhundha karta hun. kuch khwab dekha Karta hoon aur Aksar kitabon se baten Kiya karta hun. kitabon mein mujhe Mera dost dikhta hai Jo sirf meri baten sunta hai aur mere sath hone ka ehsaas dilata hai. mere Khali panno mein  rang bhar jata hai.  Aksar kitabon mein mujhe Mera dost najar aata hai.

©manoj Kumar Mudgal #Kitabeishq