# my poetry # @ jindgi
" ek manjar ,ek sanandar ,ek dariya h jindgi
kbhi drd ka andhera , kbhi sukh ka sooraj h jindgi
* jindgi ka Safar h bda hi suhana
sukh- dukh ka hr pl yaha aana-jana
akele hi pda tha aana ,akele hi pdega Jana
baki h bahana
tanhai ka Safar h jindgi