Nojoto: Largest Storytelling Platform

apna kiya kiraya hai Usika fal khaya hai. Bina kiy

apna kiya kiraya hai
Usika fal khaya hai.
Bina kiye kuch milta nhi.
Bas samjhne ki hai der.
Najar ka hai fer.
Apna kia karaya hai
Jeewan bhi paraya hai
Jo manga so paya hai.
Jo chaha wo milta nhi
Jo chaha nhi wo mil jata.
Rab se mangi nhi thi jindagi.
Na hi mangta hu har khusi.
Chaah hogi too raah bhi
Bun jaygi .
Apna kiya karaya hai
Kisi ko rulaya hai kisi ko hasaya hai.
Safalta ki daud mai
Paise ki hoad mai.
Bina jiye hum jee rahe
Sare gam pee rahe.
Apna kia karaya hai
Nakaami ko ajmayya hai. #nojotohindi #poem #truth #life #word #thinking
apna kiya kiraya hai
Usika fal khaya hai.
Bina kiye kuch milta nhi.
Bas samjhne ki hai der.
Najar ka hai fer.
Apna kia karaya hai
Jeewan bhi paraya hai
Jo manga so paya hai.
Jo chaha wo milta nhi
Jo chaha nhi wo mil jata.
Rab se mangi nhi thi jindagi.
Na hi mangta hu har khusi.
Chaah hogi too raah bhi
Bun jaygi .
Apna kiya karaya hai
Kisi ko rulaya hai kisi ko hasaya hai.
Safalta ki daud mai
Paise ki hoad mai.
Bina jiye hum jee rahe
Sare gam pee rahe.
Apna kia karaya hai
Nakaami ko ajmayya hai. #nojotohindi #poem #truth #life #word #thinking