Nojoto: Largest Storytelling Platform

#OpenPoetry Aag ke dariya mein tu saelaab bann ja

#OpenPoetry Aag ke dariya mein tu saelaab bann ja
Jo na kabhi padi jaa sake woh kitaab bann ja
Jisko na koi paa sake aisa koi khitaab bann ja
Khud pe yakeen toh kar 
Aise na har pal tu marr
Khud se bhi apni kismat se larr
Maut toh jeevan ka hissa hai
Aise hi na tu museebat se darr
Uth kuch karr
Kismat se Larr
yeh waqt yunhi guzar jaayega
Phir tu pachhtayega
Uth kuch karr
Kismat se Larr
Yunhi na Darr
Waqt pe abhi  toh teri hukumathai
Kuch kar jaa
kismat se larr ja
Aag ke dariya pe tarr ja
Aise hi na tu darr
Uth kuch kar
kismat se larr #OpenPoetry