khud ko itna v mat bachaya kr barishe ho to bhig jaya kr kam le kuch hasin honto se bato bato me muskuraya kr chand lakar koi nhi dega apne chehre se jagmaya kr dhup mayus laot jati hai chhat pe kapde sukhane aya kr kaon kahta hai dil milane ko kam se kam hath to milaya kr romantice