Chehra.. Meri har ek saans mein, Sirf tumhara hi ek naam hai... Dil mein chalti hai jo dhadkane, Unmein chupa tumhara ehsaas hai... Jab chalne lagti hai ye fizaye, Unmein chehra najar tumhara aata hai.. Har ek aahat mein, In aankho ko intezar tumhara rahata hai... Jab nahi sun pata aawaj tumhari, Ye dil khoya rahata hai, Har ek pukar mein ye tumhe dhundta rahata hai.. ❤❤❤ #chehra... #the_feeling_of_love_when_you_are_missing_your_special_one..