Raahtein Teri yaadon se kabhi milti Kyun nahin Ye Zindagi agar mithaas hai to ghulti Kyun nahin Kyun is deewane dil ko Zara sa sukoon nahin hai ye mohabbat mushkil hai ..asaan Kyun nahin hai