kya hua jo kl lakho ki aukat rkh kai immarte khdi kr di hmne budhape me to tuti chappal aur lathi m mai bnjara hi rh gya kya hua mohabbat ki aagosh m rkha apne hr bcho ko budhape m to sb ka dia ashk tohfa m le mai bnjara hi rh gya kya hua jo bs pyar krna sikhaya apne tukro ko budhape m muhhe tukdo m bat alg ho gye sb tukde ki ldai m bikhrta sadak ka mai bnjara hi rh gya bnjara#