Mohabbat mer Adat-e-sharab si hai nasha mera haram sa hai Dil bh mera lalchi sa hai Zehar mere liye betab sa hai Raqeeb bh mera beqarar sa hai Me jaag haari dewani si larki Wo dewana waar bewafa sa yaar Me Hijaar ki Qaidi si Larki Wo zulm ka badsha sa yaar Me aseer-e-yaar si Larki Wo aseer-e-bewafa sa yaar Me uski bhooki Wo kesi or ke lye lalchi dewani