Muje itna badal ke khud badal naa jaana tum , Main karu agar gussa tum par To pyar se manana tum, Choti choti bato ko dil se laga leta hun, Unhi bato se khud ko sabse dur kar deta hun Muje wapas apne kareeb lana tum, Muje itna badal ke khud badal na jana tum , Ab tumhare hi bare mein sochta hun har pal, Ab tumhare hi bare me sochta hun har pal , Tumhare hi lhyalo mein khoya rahta hun har pal Kabhi inn nazro se or inn khyalo se dur naa jana tum Mujhe itna badal kar khud na badal jana tum, Meri khushiyo se badkar hai khushi tumhari, Banate hai tumhe hum ab zindgi humari, Ab iss zindgi se kabhi naa dur jana tum Mujhe itna badal kar khud na badal jana tu, Iss duniya mein lagti hai tumhari surat hai pyari Us surat se bhi jyada haseen hai aankhein tumhari Tumhari in aankho mein kabhi nami naa lana tum , Muje itna badal kar khud badal naa jana tum, Pyar karta hun tumse bata sakta hun puri duniya ko , Par agar kabhi pade thamna hath mera iss duniya ke samne , To mujh se naa sharmana tum , Us waqt zara bhi naa hichkichana tum, Aakar tham lena haath mera aur gale se lag jana tum, Muje itna badal kar khud na badal jana tum #feather