Maa...papa...👵👴 In do sabdon me mera sara sansaar🌍... Aur inke liye hi h mera pyaar..... Inka nishwarth pyar mujhe deta hr taklif se ubaar.... Jb dekti hu inhe👵👴 to lgta h... kiya h kuch punya karm maine apaar.... Love u maa papa.....