tumko apne dil ka malik kar diya baki sabko maire dil se kharij kar diya... tumko apni palkon pe baitha ya maine maire jism-o-ruh ka waris kar diya.... na rhai ga tujse juda koi wajood maira apni nazron ko taira he aashiq kar diya... hu main zinda tuje paa ke jaana humne kaise tune maira mann mayal kar diya.... daina tha tumko sab jo mairi jumbsh main tha apne aks ko he taira "tahleel" kar diya.... #love #shayari #urdu #gazal