sari raat mein jag sakta hun tujhay muskurta howa dekhny k leye jab tum meray khwab dekho jab tum door kahin kho jao in lamhon mein qaid ho k sari umer reh sakta hun ye lamhay mera khazana hen. mein sona nahi chahta ankhain nahi mondna chahta kahin tum ko kho na dun. hr lamha mera khazana hey tery pehlo mein late kr teri dharkan sunna or ye sochna tum kia dekh rahi ko shayed meray khwab jab teri ankhon ko chumta hun khuda shukar k tum meri ho ye lamhay mera sarmaya hen. temptation.