diye ki roshni si chamakti uski sharafat thi,, ek msum bachchhe ki jesi uski shararat thi,, fulo si khilkhilati uski muskan thi,,meri ek chhoti si narajgi se vo pareshan thi,, kash vo samjh pati mera naraj hona to bas ek bahana tha,,asal me to mere dil ko muje manane me ke liye use bulana tha,, Ab kese dabau dil me chhupe uske arman ko,,kash khuda fir se la de merj jindagi me uski fullo jesi mukan ko,, š