Nojoto: Largest Storytelling Platform

EK KALI SACCHI DUNIYA Us haste hsate chare me, Ha

EK KALI SACCHI DUNIYA

Us haste hsate chare me, Hai aneko ghare raz chipe, 
Un tarsi takto aankhon me, Hai tute se kuch khawab chipe, 
Es Duniya ki fitrat kuch anokhi hai, Yahan sach ko juth k phare, 
Aur juth ko samman mile, 
Vo sabko hsane vale k ,hai dil me anekon ghav chipe,
 Us insaan ka pet khali hai, Jisne h sabke pet bhare, 
Yahan kadar kare sab passe ki, Layak ko yahan sangharsh aur, 
Passe fakne per nokri darj mile, 
Us tapti kadakti dhoop me, Jahan mehnat ki chingari jale, 
Sabke ghar bnane vale ki, Vahan chat ki nazuk chat tapke, 
Hai uski ruh per zakham bade, Jisne hai sabke gam sile, 
Yhe frabo ki duniya hai, Yahan dil k riste ko dhoke, 
Aur frabo ko sare adhikar mile, 
Jag k es mele me, Aanokeh nye hai rang chipe, 
Yahan har insan, har ek bat me, Hai nye se kuch tarang chipe, 
Yahan dhundli si parchai hai, Ek hasin sacchi duniya ki, 
Prayon ko hi nahi yahan to, Apno ko hi hai gile, 
Ye duniya hi kuch alag hai, Yahan burai aur tarif ek sath mile, 
Es Duniya ki fitrat kuch anokhi hai, 
Yahan sach ko juth k phare, Aur juth ko samman mile, 
Yahan sach ko juth k phare, Aur juth ko samman mile.....

--GARIMA NANDWAL

©nandwal sisters #duniyaan