Nojoto: Largest Storytelling Platform

#OpenPoetry zyada to kuch yaad nahi hai mujhe zya

#OpenPoetry zyada to kuch yaad nahi hai mujhe 
zyada to kuch yaad nahi hai ,vo maa ka anchal aur meri atkheliya ,vo baat baat pe ruthna mera aur maa ka manana ye kehke ki bas ab bahot ho gaya gussa aao khana kha lo nahi to me bhi nahi kahungi,vo bachpan ki shararat aur maa se bolna bacha lo mummy 
zyada kuch to yaad nahi mujhe 
yaad ata hai vo pyar maa ka jab papa se kehti thi ki dekho nahi maan rahi tum hi manao na jo ye maange isko dila ke laao na
zuada kuch yaad nahi mujhe ,ab na vo din hai na vo raatein na roothne ki chahat hai na koi manayega iska afsoos kyunki ab bachpan nahi aur mera koi sapna nahi yaha na maa hai naa papa kaun manayega jo ruthu ,ab to bas bachho ka pyar hai aur pati ka dulaar hai yahi mera ab sansaar hai,sab chod aaye piche kyunki zyada kuch yaad nahi mujhe ma n pa ka pyar