Kamal ki baat hai, Hm jisse mohabbat krte hai,, Unka too aadha wakt sak ma gujar jata hai, To aadha wakt narajgi ma..... Dil ki baat dil se ki thi, Sak Or narajgi ki jagah nhi thi. Unhone to apna sara wakt unhe de diya , Jiski hme koi khata nhi thi.. Hamne to mohabbat ki thi, Mohabbat bhi ab sak si ho gyi..... Teri meri mohabbat# preetishukla#