Nojoto: Largest Storytelling Platform

Gar ankhe hai to anshu aana lajmi hai lekin muna

Gar ankhe hai to 
anshu aana lajmi hai 
lekin
munasif hoga gar
barish mai aaye
insan ho ya Anshu 
jab tak ankho mai hai 
kimati hai 
girte hi fijul 
suraakh ya jakham 
dabaye ja sakte hai
ye Mit-te nhi 
umeed or jakham
hamesha dard dete hai

©amar madhiwal
  #raindrops