Khwab hakikat ho jaye to kya kahna . Yaar farebi naa ho to kya kahna . Kisike har jafaaon ko muafi mil jaye , Itna meherbaan koi ho to kya kahna . Ibadat-e-allah pak-e-mazaar me , Kuch surkhiya na batori to kya kahna . Tere imtihano ko saza samajhne wale , Sach me nadan ho to kya kahna . Jung me safed kabootar urane wale , Wo paigambar na ho to kya kahna . Bas NUMAISH itni si hai ae rab , Zanaza tera aashiyana hoke guzre to kya kahna . #The ghazal of RAG #NUMAISH PIC FROM GOOGLE #yqbaba #yqdidi #yqghazals #yqhindiquotes #quotereview Collab open