Tu khuda ka banda hai, mere man me hai, mere dimaag me mauzood, tu zinda hai, tu zinda hai tu khuda ka bada nek banda tha,tu khuda ka bada nek banda hai! sitaaron ka kya hai kabhi bhi toot jaate hain, tu to aasman ka eklota chanda hai, mere man me hai, merebdimaag me mauzood, tu zinda hai , tu zinda hai tu khuda ka bada nek banda tha, ru khuda ka bada nek banda hai #irrfankhan # khuda tumhe jannat bakshe, ishwar tumhe apne charno me sthan de. salaam hai tumhe! will miss yoi