raat bhar jaag kr sunti rahi me kahaniya na nani ki , na dadi ki , na titli thi ,na raniyaa na kaha mene ek lafz bhi na roka mene ek waqt bhi bus sunti gai jo vo kehte gae aankho se dil me utarte gae #kahaniyaa raat bhar jaag kr sunti rahi me kahaniya na nani ki , na dadi ki , na titli thi ,na raniyaa na kaha mene ek lafz bhi na roka mene ek waqt bhi bus sunti gai jo vo kehte gae aankho se dil me utarte gae