Nojoto: Largest Storytelling Platform

Bahut pehle ki baat hai Jab papa apne haato se khi

Bahut pehle ki baat hai
Jab papa apne haato se khilaya karte the
Mummy se jab jab mai rooth jau
Tab wo mujhe manaya karte the


Kapre ladko ke hi mujhe wo 
Pehnaya karte the
Beti nahi beta hai mera
Sabko bataya karte the

Suni nahi woh naam saalo se
Jisse wo mujhe bulaya karte the
Swati Swati kehke bas
 awaaz lagaya karte the

Aaj tak uljhi hu un sawaalo se
Kya gunaah kiya tha papa
Jo rooth gye
Sabne to saath chhora hi
Aap kyu piche chhoot gye

©Sweata Roy #daddy
Bahut pehle ki baat hai
Jab papa apne haato se khilaya karte the
Mummy se jab jab mai rooth jau
Tab wo mujhe manaya karte the


Kapre ladko ke hi mujhe wo 
Pehnaya karte the
Beti nahi beta hai mera
Sabko bataya karte the

Suni nahi woh naam saalo se
Jisse wo mujhe bulaya karte the
Swati Swati kehke bas
 awaaz lagaya karte the

Aaj tak uljhi hu un sawaalo se
Kya gunaah kiya tha papa
Jo rooth gye
Sabne to saath chhora hi
Aap kyu piche chhoot gye

©Sweata Roy #daddy
sweataroy9831

Sweata Roy

New Creator