लोग क्या कहेंगे? ye to logo ko hi pata hoga na 😂😂😂 ab hm logo kya pata hai ki nahi bhai bheno hme to bs ye pata hota hai ki hm kya kahenge or hmare mummy papa kya kahenge 😂😂😂 yahi kahenge dekho Mr. sharma ki beti kitna nojoto chalati hai or ek tm ho 😂 dinbhr padhti rheti ho agar is baar pass ho gai na to ghar se nikal denge 😂😂😂 log kya kahenge...... are mjhe kya pata, jb kahenge khud hi pata chal jaega 😂😂😂😂