#Pehlealfaaz khud ko itna v mat sataya kr khwahishe ho to fir bataya kr tujhpe sanjidagi nhi jachti wajah be wajah muskuraya kr ayina bezuban hota hai saj sawar kr mujhe dikhaya kr wo tera noor pine ati hai chandani se badan chupaya kr sar utha muhal ho jaye itna ahsan mat jataya kr romantice