Nojoto: Largest Storytelling Platform

Zyada nhi aaj kal bas thoda hi aati hain, Magar te

Zyada nhi aaj kal bas thoda hi aati hain,
Magar teri yeh yaad mujhe har roj 
zroor aati hain,
Teri yaadon ke sath halki si ek barsaat
bhi har roj aati hain,
Woh barsaat kbhi khushiya to kbhi 
ghum lati hain,
Bhigakar mere mann ko tu aur teri 
yaad roj chali jati hain,
Yeh kaisa Ahsas hai ki teri yaadein
mujhe chale jane par aur bechain
kar jati hain,
Thoda jab tharti hai kuch pal pass
to sakkon sa lagta hain,
Jab na ho yeh pass to sab adhura 
sa lagta hain,
Tu aur teri yaad mujhe har roj tanha
hi chor jati hain,
Tera mera rishta hi tanhaiyon ka hain,
kasoor tera aur teri yaadon ka nhi 
kasoor to iss dil ka jo tujhe soche 
bina nhi rah pata hain,
Tujhe yaad karne ke liye har roj 
chala jata hain.

 Write by :- Princi Tu aur teri yaad
#yaad#missingpoetry#dilse
#girlwrites#hindipoetry
Zyada nhi aaj kal bas thoda hi aati hain,
Magar teri yeh yaad mujhe har roj 
zroor aati hain,
Teri yaadon ke sath halki si ek barsaat
bhi har roj aati hain,
Woh barsaat kbhi khushiya to kbhi 
ghum lati hain,
Bhigakar mere mann ko tu aur teri 
yaad roj chali jati hain,
Yeh kaisa Ahsas hai ki teri yaadein
mujhe chale jane par aur bechain
kar jati hain,
Thoda jab tharti hai kuch pal pass
to sakkon sa lagta hain,
Jab na ho yeh pass to sab adhura 
sa lagta hain,
Tu aur teri yaad mujhe har roj tanha
hi chor jati hain,
Tera mera rishta hi tanhaiyon ka hain,
kasoor tera aur teri yaadon ka nhi 
kasoor to iss dil ka jo tujhe soche 
bina nhi rah pata hain,
Tujhe yaad karne ke liye har roj 
chala jata hain.

 Write by :- Princi Tu aur teri yaad
#yaad#missingpoetry#dilse
#girlwrites#hindipoetry