Waqt waqt ki baat ha Wapis milna mera khwab ha Judaa hona bas kuch pal ki baat ha Ishwar pr bas yahi ek vishwas ha Duaao ma tumhe manga tha Ek din apni maryadao ko langa tha Janmo ke liye tumhara hath thama tha... Smaye ka pahiya gum gya Hmara sath shuttt gya Juda hona meri majboori ha Yeh smajna tumhare liye bahut zaroori ha.... Na niba pai ma vo kasme Na niba pai ma sab rasme Na dee pai tumhara sath Na pakar pai tumhara hath Hath thama ha zindagi bar ke liye Pyar kiya ha janmo jahan ke liye Majbooriya toh aj ha Judai bas kuch palllo ki baat ha Ishwar pr bas yahi ek vishwas ha.... Ishwar pr bas yahi ek vishwas ha.... #judai a very hearttouching poems guys m very news in this...do like and comment and i hope u all will love the poem made by me