Nojoto: Largest Storytelling Platform

Banate the har roj naye ristey, Fir bhi nahi rakht

Banate the har roj naye ristey,
Fir bhi nahi rakhte the kisise koi vasta..

Aaj khade hai us jagah aakar
Jaha ki na manzil pata hai, na hi koi rasta..

Samaj aayi risto ki aehmiyat unhe ab jakar,
Or pata chala unhe apna, har kisise vasta..

Jab khade hai us jagah aakar
Jaha ki na manzil pata hai, na hi koi rasta..

Kadam piche hata nahi sakte the ab,
Kyuki waqt to bita jaa chuka..

Ab jo karna hai isi waqt me karna hai,
Kyuki samaj aa gaya hai unhe, sab se ye Fasla..

Zindgi ki sikh yuhi diye jaa rahi thi unhe,
Ye manzil aur ye rasta..

©Jyoti Jain #vasta