Nojoto: Largest Storytelling Platform

wo shaksh mere jeene ka ek matra zariya tha, mere

wo shaksh mere jeene ka ek matra zariya tha,
mere liye wo khuda ki ibbadat aur ishq ka dariyaa tha,
Bahut behisaab  mohhabat ki unse,
par mere pyaar ko majaak bana diya gaya,
haan mujhe bhi shayr bana diya gaya,
ro ro kar khaali kar diye ansoon o ke samundar,
bas mujhe ek najaayaj wajah pakda kar akelepan ka sambandhi bana diya,
kya kasoor tha mera ki mujhe shayr bana diya gaya,
Tadapta raha bilakhta raha jab sahaare ki zaroorat thi tab kismat ka hawala dekar begaana bana diya gaya ,
Dekho mujhe bhi shayr bana diya gaya...💚

💕Dheeraj Singh. mujhe bhi shayr bana diya gaya.