Ye sapne vo h jo muft me hame hamari zindagi s milate h Ajkal ki nahi ye hame aane wale kal ki kahaani mahsoos karate h Yakeen sa ho jata hai khud par ki ek din aayega Par ye sapne kuch logo ko sirf apna batate hai Gaav ke sapne unhe sahar pahuchate hai Sahar ke sapne umhe videsh pahuchate hai Videsh ke sapne unhe chaand taaro par Pareshaan to sb he hai is prathvi par