Nojoto: Largest Storytelling Platform

Wo nahi mera usse muhabbat hai to hai.. Ye rasmo r

Wo nahi mera usse muhabbat hai to hai.. Ye rasmo riwazo se wagabat hai to hai... sach ko maine sach kaha jab keh diya to keh diya, ab zamane ki nazar mai ye himaqat hai to hai.... kab kaha maine wo mil jaye mujhko  mai use, Gair na ho jaye bas itni Hasrat hai to hai... Jal gya parwana kya khata to shamma ki, Raat bhar jalna jalana uski kismat hai to hai... Door hai mujhse hasrat hai milne ki, gar na mil saka to chahat hai to hai... Tadhapta hai dil mera  tujhe dekhe bina , bhar lu in baahon mai tujhe ye khuwaish hai to hai....

©liker shaaz #hai to hai..

likershahwaz8275

liker shaaz

New Creator