Uska youn mudtay huwe daikhna barbad kardega aik din mujhay daikhna. Kahin gir na jaye thhokar khaker uska mujhko nazar uthha kar daikhna. munafa hi ho tijarat main mumkin nahi Ishq karkay Akif kabhi daikhna. mila dega Aasman ko aik din zameen se uska nazar jhuka kar mujhay daikhna. saff bastaa kerdiye gulafam shehar ke uska har nazar ko nazar uthha kar daikhna. Poet. Akif Siddiqui uska youn mudtay huwe daikhna barbaad kerdega usko aikdin daikhna