Kuch der ruk kar jese wah dusare taraf utarane lagi , Main jese - ka - tese tha , Bas zinda rehne ki Dua kar raha tha , Main nahi janta woh kon thi , Par ab mai janta hun wah kyu aai thi , Kuch der baad himmat kar ke aakhen khole maine , Aur jaldi se apne kadmo ko ghar ki taraf badaya . ANOKHI EHSAS #chapter_4