Kahin gulaab, kahin khat mile kitaabon mein, Tumhe samet'ta rahta hun kitni yaadon mein. Tumhaare saath hi dekhe bahaar ke mausam, Tumhaare baad kabhi gul khile na baagon mein. Pyar wala mausam☺ Open for collab ☺ #sardi #pyaar #shahi #YourQuoteAndMine Collaborating with Naila Shahi #gulaab #khat #yqaliem #mausam