White Ye toh pata tha ki zindagi sitamgar hoti hai Kisi ka judta hua kisi ka tootta ghar hoti hai Magar khamosh sachhe insaan ke liye na jaane kabhi Na jeene ka ek kahuf ek dar hoti hai Kyu aksar kisi ki zindagi mein kuchh rishte aise judte hai Jinke maryadein aur bachan pata nahi kin raaston ki aur mudte hai Achanak kyu saza e maut deti hai kisi nek ashiq deewane ko Kyu aatur ho jaati hai kisi ki khelti hasti mitane ko Aisa jakhm deti hai ye jaalim kisi ko taumra ke liye Aankhein nahi sambhalti hai ansuon ke samunder thamane ko ©Ek Gaurav #Thinking sad love shayari