Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ink and Pain Tumhare udas chehre ko wo mera hasana

Ink and Pain Tumhare udas chehre ko wo mera hasana....
Tumhara wo mujse baatein karte-karte apne saare raaz bata dena....
Tumhara wo apni photos dikhana jinme aajbhi tum apna bachpan dhundhti ho....
Tumhara wo apni bhai ki photo dikhana aur bolna ki "Isme wo 'Jai' kam aur 'Jaimini' jyada lag raha hai"....

Yaad aata hai....

#tumhari_yaad_aati_hai💔