Me musafir thanna raato ka Aawara aashiq un sunsaan sadko ka Na aayega koi yha Fhir bhi intezar h uska is rhaa s nikalney ka Mana bnana hae raasta khud Par musafir hun na me shahab Kese chalu humsafar k bina... agar tum saath ho toh Kya dard hae bedard thi Zindagi bedard have agar tum saath ho..